3g mobile m jio use kause kare
maine HinditrickBlog.com par sabse pahle mediatek devices ke liye reliance jio 4g sim ko 3g phone me kaise chalaye article ko update kiya tha. uske bad mujje bahut sare comments mile ki agar mobile mediatek nahi ho to jio sim 3g me kaise chalaye ? matlab ki Qualcomm Chipset Devices mobile me jio sim kaise chalaye. aaj mai un sabhi mere visitors ko batana chahunga ki ab aap bhi reliance jio 4g sim ko 3g mobile phone me chala sakte hain chahe aapka mobile mediatek ho ya nahi. matlab ko agar aapka mobile mediatek nahi hai to Qualcomm Chipset jarur hoga isliye ye trick aapke kam ki hai.
1. sabse pahle aap Shortcut Master (Lite) app download kare.
【 Download Shortcut Master ( Lite ) 】
2. shortcut master app ko install or open kare.
3. Menu Par click kare jo Right corner me Three vertical dots me milega.
4. ab menu me jaye or waha “Service Menu” or “Engineering Mode” ke liye Search kare.
5. Ab “System App” select kare or LTE band select kare ( agar apako system app mile tabhi )
6. Now Engineering mode open kare or LTE band select kare.
7. That’s it. Apne mobile ko restart kare.
8. Reliance Jio 4G sim ko 1 number slot me dale.
9. Enjoy Reliance Jio 4G Sim in 3G Mobile Device.
10. agar koi problem aaye tab comment kare.
PLEASE NOTE :- JAB AAP RELIANCE JIO 4G SIM KO 3G MOBILE ME CHALAYE YA INSERT KARE TAB JIO SIM KO 1 NUMBER SLOT ME DALE OR 2 NUMBER SLOT KO EMPTY RAKHE. YE TRICK SABHI METHOD ME KARE.
RELIANCE JIO 4G SIM KAISE LE :-
• Apne nazdiki reliance store me jaye.
• apne reliance jio 4g sim ke bar code ko photocopy karwa le.
• apne sath reliance jio 4g sim ke bar code ki photocopy or apni ek id or 1 photo ko lekar jaye.
• aapko waha sw reliance jio 4g sim card mil jaega.
• reliance jio sim card ko activate hone me 5 – 7 days lag sakte hain so wait kare. Agar aapko puri trick samajh me nahi aaye ya koi problem hai to aap hame comment kare.
ALL ABOUT RELIANCE JIO 4G KO 3G ME KAISE CHALAYE TRICKS KE BARE ME :-
Ye mai aapko isliye bata raha hu ki mere bahut se friends ne visitors ne mujhse pucha hai ki agar hamne inme se koi bhi reliance jio 4g sim ko 3g mobile phone me chalane ki trick ko follow kiya to kya hamare mobile me kuch problems to nahi aayengi to mai unko batana chahunga ki –
• Reliance Jio 4G sim ko 3G phone me kaise chalaye – HinditrickBlog ke article ke kisi bhi method se aapke mobile me koi problem nahi aayegi.
• aapka mobile 3g hai or aap usme 4g chalana chahte hain to aap es trick se sirf apni device ko 4g compatible banate hain, reality me aapka mobile 3g hi hai.
• Aap jab reliance jio 4g sim ko 3g phone me chalayenge tab aapko sirf 3g speed hi milegi jo ki aapke 3g mobile me enough hai.
Mobile Specific Code Kya Hai ?
Dosto jab se reliance jio 4g sim ko 3g me kaise chalaye article maine HinditrickBlog par dala hai tabhi se kuch logo ne mujhse kuch questions puche the jo ki mobile specific code ke bare me the wo ye hain
To dosto ye wo aapke kuch questions the jo bahut samay se app mujhse puch rahe the. Jaise ki micromax mobile specific code, samsung, oppo, intex, lava, mobile specific code etc. Yaha mai aapko ek or jankari deta hu ki ye mobile specific code aapke Android mobile ke processor ke hote hain jo ki ye hain –
Mediatek Chipset Processor ke liye Mobile Specific Code Kya hain –
*#*#4636#*#*
Dosto ye mobile specific code un sabhi micromax, Panasonic, samsung, intex, oppo, lava, zenfone, infocus, vivo mobile ka mobile specific hai jo mediatek chipset processor par kam Karte hain. Jab aap apne mediatek mobile ke dialpad me ye mobile specific code dalenge to aapko waha Phone Information > Network Selection > LTE/WCDMA > Power Off karna hai. tab aap reliance jio sim ko 3g mobile me chala payenge.
Qualcomm Mobile Ke Liye Mobile Specific Code Kya Hain :-
*#2263#

Comments
Post a Comment