GOOGLE MAP PAR APNA GHER KA PATA KESE DALE


Jaise Ki dosto humay Jab problam aati ki jab koi hamare gher mehman ya koi dost hare home aa raha hota hai  to unko sabse pahle address ki problem aati hai to wo wahan ke logo se puhte hai to koi kuch batay ga to koi kuch or bataye ga to hota ye hai unka time waste or problem Ager apka home google map par submit hai to wo right direction se apke address pe pahuch jate hai.


To mai Apko batau ga ki ham apne gher ki location ko kaise set kare google map par   to chaliye jante hai
How To Set My Home Location On Google Map


To Chaliye Dosto Mai apko Bata hu Kis parkar set kare hamre gher ki location wo bhi google map par Step By Step


 To Sabse Pahle hamey google.com website ko open karna hoga or usmai likhna hai
GOOGLE MAP MAKER

Jaise Hi Google.com ke result open honge to sabse pahla link google map maker ka hoga to ap ko us par click karna hai
Jaise he ap click karenge to ap ke samne ye page open hoga.
ab apke samne ye char viklap ayege add place,edit place,add road,review edit by other user
To Apko Add Place Par Click Karna hai
 To Ab apko google map bataye ga ki ap ko kis parkar apna address google map par submit karna hai
to ab apko go it par click karna hai
Step.1 Search For Location

Ab Hamko Wo Jagah Dalni He jahan par mai rahta hu jaise ki mai bhiwani city mai rahta hu or mera address  sewa nager colony hai to amine aisa he kuch daala hai apko bhi aisa karna hai isae apko apna gher google map mai asani se mil jaye ga.
Step.2 Switch To Satelite 
Ye Step apne ap ho jaye ga nhi ho to ap uper se right hand ki taraf kone mai satelite ka viklap paye ga us ko select kar lena
Step.3 Click And select Add Place
Ab Hamre Computer screen pai Add A Place ka option hoga usmai google map hame ye puchay ga ki apke address ka base kya hai to apko bata padega jaise ki gher ka address sumit karwa rahe ho ya apna office address submit karwa rahe ho to wo sab chije batani hai apko phir hamko click karna hai.



Jaise Ki Maine Yahan Darsaya hai apko jo lal chaker mai teer ka point hai wo apko wahan par select karna hai jahan par ap apna address submit karwana chate hai. 
Jaise he ap apna address submit karoge tabhi kuch information jankari apse puchi jaye gi is form mai jo ki maine uska bhi screen shoot dala hai.








आपनी जानकारी डाले  पूरी 





To jaise he dosto ap apni sabhi sahi sahi jankari Dene ke baad ap save baten par save kar dijiye
To jaise hi apka address submit ho jaye ga to google isko approve bhi karega jaise hi 3 ya 4 view aa jaye ge to apke address par to ggogle apka  address approve kar dega
or address approve karane ke liye app apne friends ko bhi bol sacte hai address view ke liye

Comments

Popular Posts